Islami Wazaif & Urdu Articles

Read All islami Wazaif From here

Safai nisf emaan hai

Safai nisf emaan hai. hazur pak p.b.u.h ka irshad hai kay safai aadha eman hai. (tirmazi). hazrat sayidna Ans R.a fartay hain kay mochain aur nakhun tarshwanay aur baghal kay baal...

Rizq main izafa aur silla e rehmi

Rizq main izafa aur silla e rehmi hazrat Ans bin malik r.a say rawayiat hai kay maine rasool ALLAH p.b.u.h ko farmatay huyay suna kay jo apnay rizq main wusat ya...

Gharoor aur Takabur ka ilag

Gharoor aur Takabur ka ilag. hazrat abu huraira r.a say rawaiyat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya kay sawar paidal chalnay walay aur chalnay wala baithnay walay ko aur kam...

Samajdar Admi wo hai jo apna muhasba keray

Samajdar Admi wo hai jo apna muhasba keray. Hazur pak p.b.u.h nay farmaya samjhdar admi wo hai jo apnay aap ka muhasba keray aur marnay kay bad ki zindagi keliye naik...

Dunia per azaab

ALLAH kay rasool p.b.u.h nay irshad farmaya jab maal e ghanimat ko dolat, amanat ko ghanimat , zakat ko tawaan smjha jaye, dunia kamanay keliye ilm hasil kia jaye, mard apni...

kis janwar ki qurbani makrooh hai

kis janwar ki qurbani makrooh hai. hazrat ALI r.a say rawaiyat hai k ay hazur pak p.b.u.h nay hamain hukam dia kay ham qurbani kay jawar ki aank aur kaan achi...

Ghost ka pasand hona

Ghost ka pasand hona. abu ubaida bin jarah R.a kehtay hain kay main nay hazur pak p.b.u.h keliye handi pakai, choonkay aaqa e namdar p.b.u.h ko bong (taang , payay) ka...

Shifaat ki basharat

Shifaat ki basharat. hazur pak p.b.u.h nay irshad farmaya jo shaks subho sham mujh per dus dus bar darood shareef parhay ga baroz e qayamat meri shifaat usay phunch kay rhay...

jannat ki basharat ashra e mubashira

jannat ki basharat ashra e mubashira. Hazur pak p.b.u.h ka farman hai kay abu bakar R.a jannati hain , hazrat umer r.a jannati hain , hazrat usman r.a jannati hain ,...

Momin ki ankhoon kay ansoo aur ALLAH ki rehmat

Momin ki ankhoon kay ansoo. hazrat muhammad p.b.u.h  nay farmaya jis momin ki aankhon say ALLAH azwajal kay khof say ansoo nikal atay hain agarche makhi kay sir kay barabar bhi...

Hazrat Ali R.a Quotes

ye dil bhi thaktay hain isi tarha jis tarha badan thaktay hain lehaza jab aisa ho to unkeliye latif hakeemana jumlay talash kero. burdbar ko uski burdbari ka  pehla iwaz ye...

Akalmand agar khamosh rhay

akalmand agar khamosh rhay to qudrat e ilahi main fiker kerta hai aur jab nazar utha ker daikhay to ibrat hasil kerta hai. (hazrat ali r.a). khamoshi main hi rahat hai....