imam abu hanfia r.a ki zahanat

imam abu hanfia r.a ki zahanat. aik admi nay bara ajeeb o ghareeb sawal kia.. (More in link)

4 cheezon say panah mangta hoon

Hazrat abu huraira r.a farmatay hain kay hazur pak p.b.u.h ye dua manga kertay thay. ay ALLAH main 4 cheezon say apki panah main...

Roz Gunah kerta hoon

main roz gunah kerta hoon. wo chupata hai apni rehmat say main majboor apni adat say wo mashoor apni rehmat say

ALLAH kay kareeb

Agar kahin bhi shak ho jaye kay ye shaks ALLAH tala kay kareeb hai to us kay kareeb ho jao.

Ghafil aur jagnay wala

ghafil keliye sari kayinat hijab hai aur jagnay walay keliye sari kayinat inkeshaf hai

badtareen shaks kon hai

badtareen shaks wo hai jo ye jantay huyay bhi kay log us say kion nafrat kertay hain wo adat chor na day. (hazrat abu...

Dukh ko samaitna

Dukh ko samaitna hi asal khushi hai. gham ko pii jao

yad zindagi hai

yad ka nam zindagi hai aur bhool janay ka nam maut hai

Beautiful view of khana e kaba

Ya Allah hume b Apne grh ke zairat ka sharf ata farmaa

Tanhai kia hai

aapki Rooh ki veerani ka nam tanhai hai (wasif ali wasif)

2 Admioon kay darmiyan bethna

The Messenger of Allah (Peace Be Upon Him) said: One should not sit between two men except with their permission.Sunan Abi DawudBook 42, Hadith...

Rasool ALLAH p.b.u.h ka Takia

jis takiye per aap p.b.u.h raat ko sotay thay, aisay chamray ka tha jis main khajoor ki chaal bhari thi.