Acha Ghareeb wo hai
Acha ghareeb wo hai jo ye kehta hai kay jis nay tumhain ameeri di usi nay hamain ghareebi di tum ameeri ka shukar ada...
ALLAH ka Qurb
Apni zaati pasand aur napasand ko nikal dia jaye to nateeja ALLAH ka qurb hi reh jata hai
ALLAH ki muhabat
ALLAH aur ALLAH kay habeeb p.b.u.h ki muhabbat ko zindagi aur zindagi ki har dosri muhabbat say afzal janana chayie.
Khud ko numayiaan karnay ki tamana
khud ko numayiaan karnay ki tamana hijab hai aur agar ALLAH numayiaan karay to phir bat hi aur hai
Kamil insan kon hai
kamil wo hai jo sab say pehlay apnay nafs per tajarba keray aur khud ko imtehan o aazmayish main dalay.(hazrat sultan bahoo r.a)
ALLAH kay shareek theranay walay
baaz log aisay bhi hain jo ALLAH kay shareek auroon ko tehra ker un say aisi muhabbat rakhtay hain jaisi muhabbat ALLAH say honi...
insan ki kamiyabi aur nakami
kamiyabi hazur pak p.b.u.h ki di hui zindagi kay qurb main hai aur us say jitna door ho ga wo nakam ho ga chahay...
ALLAH ki muhabat
jo shaks ALLAH ki muhabbat ka maza chakh laita hai to usay dunia ki talab main kuch lutf nahi ata (hazrat abu bakar siddique...
Sab say acha ilm
yaddasht main mehfooz rehnay wala ilm aarzi hai, yadasht khud dair pa nahi sab say acha ilm wo hai jo dil main utar ker...
istekhara ki dua
agar apko kisi bhi kaam kay baray main istekhara kerna ho kay ye apkay haq main acha hai ya bura to ap ye dua...
Comfort of Paradise and People
ALLAH has placed Ease and comfort in paradise, but people look for it in this world and do not find it. (Hazrat Ali R.a)
Toba ki Qabooliat
kisi bazurg say pucha gya kay jab banda toba kerta hai to kia usay apni tauba kay makbool ya ghair makbool honay ka pata...