EID mubarak to ALL
Eid ul adha mubarik to all of you and your families. Don't forget poor and needy people on this day 🙂
Gunah Kay bad Toba
agar toba kay bad phir gunnah sarzad ho jaye to phir toba ker laini chayie. matlb ye kay agar maut ayay to halat e...
Dua puray aitmad say mangain
hazrat abu huraira r.a say rawaiyat hai kay rasool kareem p.b.u.h nay farmaya kisi shaks ko dua main ye nahi kehna chayie kay ay...
Behtreen Sadka
hazrat saraka bin malik r.a kehtay hain kay nabi kareem p.b.u.h nay farmaya kay kia tum ko behtreen sadka say aagha kar doon. wo...
Jannat Ki basharat Dunia main
hazur pak p.b.u.h ka farman hai kay abu bakar r.a jannati hain , hazrat umar jannati hain , hazrat Ali jannati hain , talah...
Hazur pak p.b.u.h ki zindagi mubarak
kia aap jantay hain ? hazur pak p.b.u.h nay zindagi main 1 hajj kia , aap p.b.u.h nay zindagi main 4 umray kiye ,...
Khushnaseeb Log
aik sahabi r.a nay hazur pak p.b.u.h say arz ki ya rasool ALLAH p.b.u.h ham nay apko daikha, aap say bat ki , aap...
Khanay main Barkat
Hazur pak p.b.u.h nay farmaya barkat khanay kay beech main nazil ki jati hai. isliye tum bartan kay kinaray say khaya kero. bech main...
Dast Mubark ki karamat
hazrat ALI r.a farmatay hain kay hazur pak p.b.u.h nay apna dast e karam meray seenay per mara aur dua ki. ay ALLAH is...
Aik nabi , aik siddique aur 2 shaheed
aik dafa hazur pak p.b.u.h , hazrat abu bakar siddique r.a , hazrat umer r.a aur hazrat usman r.a kay sath jabl e uhad...
Din ka aaghaz sadkay say
hazrat Ali r.a farmatay hain apnay din ka aagaz sadka dainay say shuru kero. us din tumhari koi dua rad nahi ki jaye gi.
Ungli Mubarak ki karamat
aik martaba raat main hazrat shaikh abdul qadir jelani r.a kay hamrah shaikh ahmed rafayi aur aadi bin musafir r.a hazrat sayidna imam ahmad...