hazrat ALI r.a farmatay hain kay hazur pak p.b.u.h nay apna dast e karam meray seenay per mara aur dua ki. ay ALLAH is kay dil ko hidayat per qaim rakh aur iski zaban ko haq per sabit rakh. hazrat ali r.a farmatay hain kay khuda ki kasam us din kay bad kabhi bhi 2 admioon kay darmyan faisla kernay main zara bhar ghalti ka sayiba bhi mujhay nahi hua.
