Behtreen Sadka

hazrat saraka bin malik r.a kehtay hain kay nabi kareem p.b.u.h nay farmaya kay kia tum ko behtreen sadka say aagha kar doon. wo apni us beti kay sath husn e salook kerna hai jo teri tarf wapas ker di gai hai. (yani us kay sohar nay talaq day di ho ya mar gya ho) aur teray siwa ab uskeliye koi kamanay wala nahi hai.

Behtreen Sadka