Ghafil aur jagnay wala
ghafil keliye sari kayinat hijab hai aur jagnay walay keliye sari kayinat inkeshaf hai
badtareen shaks kon hai
badtareen shaks wo hai jo ye jantay huyay bhi kay log us say kion nafrat kertay hain wo adat chor na day. (hazrat abu...
Dukh ko samaitna
Dukh ko samaitna hi asal khushi hai. gham ko pii jao
yad zindagi hai
yad ka nam zindagi hai aur bhool janay ka nam maut hai
Tanhai kia hai
aapki Rooh ki veerani ka nam tanhai hai (wasif ali wasif)
2 Admioon kay darmiyan bethna
The Messenger of Allah (Peace Be Upon Him) said: One should not sit between two men except with their permission.Sunan Abi DawudBook 42, Hadith...
Rasool ALLAH p.b.u.h ka Takia
jis takiye per aap p.b.u.h raat ko sotay thay, aisay chamray ka tha jis main khajoor ki chaal bhari thi.
Jis par ALLAH raazi ho
jis per ALLAH raazi ho usko khud per Raazi ker laita hai
Paighambar p.b.u.h ki mukhalifat kernay wala
jo shaks seedha rasta maloom honay kay bad bhi paighambar p.b.u.h ki mukhalifat keray aur mominon kay rastay kay siwa aur rastay per chalay...
Napasand bat kehna
Hazur pak p.b.u.h kisi kay mu per aisi bat na farmatay thay jo usay napasand ho. (Tirmazi)
Museebat per khush honay wala
hazur pak p.b.u.h nay irshad farmaya apnay bhai ki kisi museebat per khushi ka izhar na kero ho skta hai kay ALLAH tala us...
Dost say hath dho bethna
aisay dost say hath dho laina behtar hai jo teray dushmanoon kay sath bethata ho. (hazrat shaikh saadi r.a)