Daulat ki muhabbat
dolat ki muhabbat ghareb ki dar paida ker daiti hai (hazrat wasif ali wasif r.a)
Gham ko ALLAH ka hukam samjho
Agar ap gham ko ALLAH ka hukam samjh ker khamosh ho gyay to phir aapki zindagi mehfooz ho gai
Namaz kay bad ki dua
Rasool ALLAH p.b.u.h jab apni namaz say farigh hotay to teen bar astaghfirullah kehtay aur phir ye dua parhtay..
Beautiful Makkah
very nice picture of makkah mukarma
Munafiqat ka nuqsan
munafiqat insan ko ALLAH kay qurb say mehroom ker daiti hai
jab tum tanhai main ho
jab tum tanhai main ho to apnay khayalat ko kabu main rakho aur jab mehfil main ho to apni zuban kabu main rakho. (hazrat...
Ghareeb ki izat e nafs
Kisi ghareb ki izat e nafs ko ghareeb samjhna us per zulm hai
ALLAH ki nazar main badtreen log
The Prophet (Peace Be Upon him) said,the worst people in Allah's sight on the Day of Resurrection will be those whom the people leave...
Acha Ghareeb wo hai
Acha ghareeb wo hai jo ye kehta hai kay jis nay tumhain ameeri di usi nay hamain ghareebi di tum ameeri ka shukar ada...
ALLAH ka Qurb
Apni zaati pasand aur napasand ko nikal dia jaye to nateeja ALLAH ka qurb hi reh jata hai
ALLAH ki muhabat
ALLAH aur ALLAH kay habeeb p.b.u.h ki muhabbat ko zindagi aur zindagi ki har dosri muhabbat say afzal janana chayie.
Khud ko numayiaan karnay ki tamana
khud ko numayiaan karnay ki tamana hijab hai aur agar ALLAH numayiaan karay to phir bat hi aur hai