Zakaat

Nida Azaz asked 3 years ago

Assalam alaikum. 
Mera sawaal hai k kya shadi shuda beti apni bewa Maa ko zakaat ka kuch hissa de sakti hai? Maa ka kharch beti k hi zimme hai. Maa ki kamai ka koi zariya nahi h. Doosri taraf ladki bhi apne zewar ki zakaat sona bech kr de rahi hai kyuki uske shohar aur uski aamdani itni nahi hai. Aese me kya ye jayaz hai k wo apni Maa ko bhi us zakaat ka kuch hissa de de? 

Your Answer

15 + 3 =