taalk-yafta-larki-sa-shadi-or-us-ka-ajar

Question-AnswersCategory: marriagetaalk-yafta-larki-sa-shadi-or-us-ka-ajar
Atta khan asked 4 years ago

Meri czn sa meri shadi ho rahi thi to wo mjh sa bohat payar krti thi or main krta tha meri behn k shohar na usay dara dhamka k us sa nikkah k paper pa sign krwa k us sa hum bistri kr li or aab wo usay talak dainay laga ha to main aab us sa nikkah kr sakta hn or us ka kiya ajar ho ga?

1 Answers
Syed Hamad Khalid answered 4 years ago

Asalam o alikum,

Atta Khan pehli bat hai kay agar larki ka wali jaisay kay bap bhai ya sarparast maujood na ho to larki ka nikkah hota hi nahi hai.

par jaisa aap bta rhay hain kay ab wo usay chornay wala hai aur ap usay pakeeza zindagi daina chahtay hain nikkah karna chahtay hain to ALLAH pak kay haan iska bhut zyada ajar hai.

insan ko ALLAH uski neeyat kay mutabiq ajar daita hai. is liye jitni bari ap neeyat karain gay ALLAH apko us say zyada hi day ga 🙂 aap mashaALLAH bhut sawab ka kam kar rhay.

Regards,

Your Answer

15 + 0 =