Mera masla yeh hai k mn bachpan mn quran pak k kch supare prhe the jo k mn bhool gye hn jb kiye tu madrasa mn 2 kiye the bd mn walid ne ghr karaya tu ahista ahista shoq b khatam ho gye r baqi k zbrdasti kiye 26 se 30 tk r 1 se 3 supate jo k bhool gye hn khudaraa ko hul bta dijiye bche hain r isi dr se nhi Kr pati k bhool na jaon pr allah k azab ka dr b hai tu plz meri mada kijiye plzz koi wazifa koi tor koi nawafil kch bta dejiye aj mout aa gye tu kya monh dikhaongi allah ko bht khof hai is bt ka plzzzz mujhe ans zaror dejiyega plz bht preshan hn is silsile mn meri rehnumaye karien plzzzz koi hul zror btien plzzz
asalam o alikum
sister ap pareshan na hoon.
hazur pak p.b.u.h nay farmaya tha kay quran pak parhtay rha karain kionke isko chor dainay say ye bhool jata hai. aap fikar na karain aur jitna asani say quran parh skti hain utna parh lia karain. aur agar dosray kam kaj ki waja say waqt nahi day pati to aap bhut kam parh lia karain. is main koi gunah nahi
ALLAH ko pasand nahi kay insan apni jan par zulm karay
usay apnay bandon say bhut pyar hai. inshaALLAH apki problem solve ho jaye gi
regards!
Admin