qasam-uthana-kesa-ha

Question-AnswersCategory: islamqasam-uthana-kesa-ha
Barbie asked 3 years ago
  1. Agar kisi gunaah ki Allah se maafi maang li jae jo k past me hui ha aur ab apka husband apse qasam le k wo baat pochy aur app nae btana chahte q k usky relation k khtm hone ka khatra ha to kia qasam utha k us baat ka inkar kr sakte ha…. Plz mjhe btae
2 Answers
Syed Hamad Khalid answered 3 years ago

Asalamoalikum,
Koshish karni chayie rishta bana kar rkhain, sach bolain. 
Agar aap nay kasam kha kar tor di hai to uska kufara ada karain, kisi ghareb ko khana khila kar toba kar lain. 
Regards,

Barbie answered 3 years ago

Yani jese agar koi ghalti ho gae ho apse aur appne uski tauba aur maafi mang li thi Allah se aur ab app se us ghalti ka pocha jae aur kahy k qasam utha kr kaho ya boly k mere sar k qasam ya Allah ki qasam khao k tmne ye kam nae kia to app rishta bachane k lie qasam kha skte ha ?… 

Your Answer

8 + 4 =