Aoa. mera question ha mjhe bht dino say mind mei ha .. me apna ami abu ka bara ehtram ar farmabardr beta hun .. me ne kbi unki bezti nh ke na apni maa ke. me koshish krta hun 5 time parhta hun . but mera sawal yeh keh jb mera abu shadi ke decisions ya koi aur decision laita hain chaye agr mje galat lgty tb mje gussa ata josh aa jata ha lakin Allah pak k dar samna aa jata ha parents ke na framani na krna. but abu decisions laite ja rhe r hum say even pochty bhi nh r kr jaty .. me ik beta hona ke naty mashwra to mangy ya koi bat many.. but nh manty me pareshan hun mje kia krna chaye ..
Walikumasalam,
Maa bap ki bat mananay main beshak bhut sawab hai. par shadi ka decision insan ka apna hota hai aur uski marzi hoti hai kay wo jaisa chahay partner select karay. islamically koi bhi shaks aulad ko shadi keliye force nahi kar skta.
Aap sabar say kaam lain aur astaghfar ki tasbeeh kia karain.inshaALLAH aasani ho gi