Aaj Maghrib ki namaz main molana sab nay 2 raqat k baad salam phair dia tu peachay sy logon nay bola k app nay 2 raqat parhai hain.Tu Molana Sab nay Allah hu Akbar keh k 3rd wali complete ki or compete karnay k baad bolay k jin logon nay loqma dia hai un ki namaz ni hui or bakiyo ki ho gae hai
Mjhe ye lagta hai k sab ki ni hui kyun k luqma dena banta tha tu hi dia hala k ye kaam Taqbeer kehnay walay ka hota ha ab us ny ye kaam ni kiya tu koi na koi tu yaad karwayee ga na so ab mjhe ye batain k namaz kis ki hui or kis ki ni hui ??
Your Answer