muslim-hindu-marriage

Question-AnswersCategory: marriagemuslim-hindu-marriage
Meenu asked 2 years ago

Assalam Walekum moulana ji. Me Ek Hindu Ldki hu me Ek musalman ldke Se nikkah krna chati hu or Vo me Islam bhi mujhse qubool Krrhi hu pure Dil Se Hmare parents bhi ready h but problem Yha a rhi h ki mere maabaap chate h Ji faire bHi Ho Fir nikha ho or unke ammi ne fairo Ke lie Mna krdia Kuki vo Kheti h ki Haraam h faire Krna sirf hoga to nikha VRNA nhi.mere parents faire or nikha Dono chate h to ab hum Kya kre app btae faire Krna sbse bda Gunnah h kya. Bs yhi Jaana h hme Baki Allah sb janta hai . Khuda afiz

2 Answers
Syed Hamad answered 2 years ago

Walikumasalam,
Sister jab islam kabool kar lia hai aap nay to phir aap kisi dosray religion ko follow nahi kar sktiii.
Apka nikkah sirf islam kay tarikay say ho skta hai aur phairay lainay say apko gunah milay ga.
Regards,

Syed Hamad answered 2 years ago

Aur aap nay jo islam qabool kia hai uskeliye apko bhut bhut Mubarik ho.
Islam qabool karnay walay kay pichlay tamam gunaah maaf ho jatay hain.
Hamain bhi apni dua mai yad rakhiye.
Khuda Hafiz

Your Answer

20 + 12 =