khuwab-ki-tabeer

Question-AnswersCategory: islamkhuwab-ki-tabeer
Ali khan asked 7 years ago

Sallam  Sir mera 1 sawal hai k mujhe kabhi aisa khuwab ata hai k mein tabeer dhond dhond k b thak gya k ajeeb c baat hai k mein nauzibillah apni maa ya behn k sath zana karta hiva dekhta hoon. Plz mujhe is ki tabeer bata k meri help kar dein plzzzzz

3 Answers
Admin Staff answered 7 years ago

walikum asalam,
bhai shaitan bhi usko pareshan karta hai jiskay dil main eman hota hai.
ap apnay naik kam jari rakhiye. ye sab harktain shaitan kay kam hain jo insan kay zehn main  waswasay dalta hai aur iska aap par koi gunah nahi hai. bas toba kartay rahyie aur qul sharef parhtay rha kijye
regards!
Admin

Admin Staff answered 7 years ago

sonay say pehlay ayat ul qursi parh kar apnay upar phook lia karain aur ba wuzu soya karain.

Admin Staff answered 6 years ago

g zaroor ap bta skti hain 

Your Answer

18 + 12 =