Khab main namaz parhna

Question-AnswersCategory: DreamsKhab main namaz parhna
ayeza asked 6 years ago

mein-ne-khwab-me-dekha-k-raat-ka-waqt-ha-me-ghar-ki-chaat-pe-jai-namaz-pe-dua-mang-rahi-raat-thi-channd-nazar-nai-ara-tha-iski-kia-tabeer-hogi

1 Answers
Admin Staff answered 6 years ago

asalam o alikum
khab main namaz parhna ya dua karna bhut hi ba barkat hota hai.
inshaALLAH deen kay ilm main izafa ho ga. kasrat say toba bhi kia karain aur achay amal jari rkhain
regards!
admin

Your Answer

4 + 4 =