I am from India. Mera sawal hai ki agar jannat me Kai tarah ke sharab honge, unke teen darje honge khuda bhi sabse ala darje wale jannati ko sharab pila rhe honge, khub surat khubsurat hooren hongi to kya wahan fasad nhi honge jaisa ki abhi duniya me hoti hain. Ye sawal mai isliye puchh rha hun ki mujhse kisi gair Ilamic bhai ne sawal kiya hai. Mujhe jannat ka mahaul k baare me bataen . Kya jannat me kisi tarah ka fasad, kisi par koi julm o sitam, ya apas me jhagda nhi hoga. Please hadith shareef ya Al Quraan se reference bhi dijie.
Your Answer