Husband and wife relationship

Question-AnswersCategory: marriageHusband and wife relationship
Naila asked 5 years ago

Meray husband doosri khawateen say mobile par chat kartay hain. aur wo bhi un k sath baray baitakallufana gugtugoo kar rahi hoti hain. main ye demand karti hoon k ye cheez theek nahin. Laikin wo still isi dagar par hain. Molana sb meray dil ko sakoon nahin ata. Main bari koshish karti hoon k chor doon hal par laikin dil hai k doobay hi jata hai

Your Answer

5 + 10 =