divorce-issue

Question-AnswersCategory: marriagedivorce-issue
Anonymous asked 5 years ago

Mera swal yeh hai kay agar wife kisi waja sa husband sa divorce chahti ho aur husband na dana chahta ho to us bary ma islam ma kia talemat han? Cort sa khula lana jaiz hai?   CCz husband ka kahna hai kay lay lo cort sa khula ma cort nai ao ga. Is tarha pprz ma khula ho g waisy divorce nai ho g. Aur agar tym kisi aur jaga shadi karo to wo haram ho g q kay meri bv ho g. Islam ma orat kay divorce lany kay bary ma kia talemat han. Uska kia haq hai divorce lany kay liay.? 

1 Answers
Syed Hamad Khalid answered 5 years ago

Asalamoalikum,

Agar bhut majboori kay tehat ap ye kadam utha rahi hain to adalat say khula ki darkhast ki ja skti hai. aur bilkul aledgi ho skti hai.

Is main sohar ka manana ya na manana zarooi nahi.

Regards,

Your Answer

16 + 6 =