Kya Quran Majeed ko Arabic k alawa kisi or language jaise hindi ya English writing me likhe Quran ko padhne se kam sawab milta h or Arabic k alawa kisi or language me likhi Quran padhna jayaz hai ya nahi
regars
MD Tarique Anwar
1 Answers
Walikum asalam,
Quran pak arbi zaban mai nazil hua aur iska har aik harf parhnay say 10 naikiaan milti hain.
Arbi mai parhna afzal hai.
Iski translation parhnay ka bhi bhut sawab hai kiuke quran pak ko logo ki hidayat keliye utara gya tha.
Quran pak ki translation likhnay ya parhnay mai koi harj nahi.
Regards
Your Answer