about-learnig-quran-by-heart

Question-AnswersCategory: Othersabout-learnig-quran-by-heart
Wania asked 6 years ago

Hum sb chahte hain k quran ko Hifz krlia jae ku k ye Allah ki pyari kitaab hai. Pr isko maar k dara k Hifz krwana achi bat hai? Iska hukum hai quran me? Jis khuda ki utari hui cheez se hume pyaar hona chahye usko le kr dil me dar beth jae to ye sai bat hai? Bas hume hifz krna chahye or phr bhale dar se bhool jaen to agey ka gunah b humare sar? 

1 Answers
Admin Staff answered 6 years ago

asalam o alikum,
sister quran ko agar insan parhta rhay to nahi bhoolta. aur agar kahi bhool bhi jaye insan to quran ko dobara daikh kar wo ayat yad ki ja skti hai is main koi harj nahi. aur Quran pak ALLAH ka kalam hai. insan ko chayie kay wo na sirf isko arbi main yad karay balkay iska tarjuma bhi parhnay ki koshish karay takay faida utha skay. deen main asaani hi asani hai so aap aisi batain na sochain.
regards!
admin

Your Answer

3 + 1 =