aakhri jahanami

Question-AnswersCategory: islamaakhri jahanami
kashi nath johaina asked 5 years ago

Asslam o alaikum
My question is that .
Aakhari jahanmi k jahanam sy nikal jane k baad jahanam mein kiya reh jaye ga ?
Insan to sb jannat mein dakhil ho jayain gy magar jahanum mein bach jane wali aag ko Allah kiya dain gy ?
Aag Allah ki aik makhlooq hai insan ki trha magar insan k liye jannat hai tu aag k liye kiya hai ? Allah ne insan k liye jannat bnai hai tu aag k liye kiya bnaya hai ?

1 Answers
Syed Hamad Khalid answered 5 years ago

Walikum Asalam,

Kashi Naath Jahanum say sirf un logo ko nikal lia jaye ga jo muslman thay aur Kalma Parhtay thay. Kafir us aag main hamesha jaltay rhain gay.

ALLAH ham sab kay gunaho ko maaf farmayay ameen.
Regards,