Nafs khuwahish aur dumanan e khuda

Dushmanan e khuda per nafs sawar rehta hai jo unhain khuwahishat ki zanjiroon main jakar ker dar badar zalil o khuwar kerta hai. aur wo har waqt hirs o tama main giriftar hairan o pareshan rehtay hain. jabkay dostan e khuda nafs per sawar rehtay hain kay wo ilm e yakeen o ilm e aitbar aur ilm e dedar say dayim hazur ho ker har waqt ghark e filnoor rehtay hain.

دشمنانِ خدا پر نفس سوار رہتا ہے جو اُنہیں خواہشات کی زنجیروں میں جکڑ کر در بدر ذلیل و خوار کرتا ہے اور وہ ہر وقت حرص و طمع میں گرفتار حیران و پریشان رہتے ہیں جبکہ دوستانِ خدا نفس پر سوار رہتے ہیں کہ وہ علمِ یقین و علمِ اعتبار اور علمِ دیدار سے دائم حضور ہو کر ہر وقت غرق فی النور رہتے ہیں،
حضرت سلطان باھوُ امیر الکونین ص 251

Nafs khuwahish aur dumanan e khuda