Nafs aur shaitan

jin logon nay apnay nafs ko aabad ker rkha hai wo shaitan kay pairokar hain. wo khuda kay bhi dushman hain aur us kay bandoon kay bhi dushman hain. yad rakh kay nafs o shaitan aik dosray kay sathi hain. aur dono kafir hain. jo admi nafs ko qaid ker laita hai shaitan us say door bhag jata hai. (sultan bahoo r.a)

nafs aur shaitan