Nafs aur shaitan dost hain

agar 2 chor aik ghar main chori kernay jayain aur aik un main say pakra jaye aur dosra bhag jaye to wo girftari kay khof say girftar shuda chor kay nazdeek nahi jata kioke usay apna nuksan nazar ata hai ismain. jo admi nafs chor ko kaid nahi kerta shaitan us kay kareeb rehta hai jis kay nateejay main wo ALLAH say door ho jata hai.

اگر دو چور ایک گھر میں چوری کرنے جائیں اور ایک گرفتار ہو جائے اور دوسرا بھاگ جائے تو وہ گرفتاری کے خوف سے گرفتار شدہ چور کے نزدیک نہیں جاتا کہ اُس کو اُس کے نزدیک جانے میں اپنا نقصان نظر آتا ہے۔ جو آدمی نفس چور کو قید نہیں کرتا شیطان اُس کے قریب رہتا ہے جس کے نتیجے میں وہ اللہ سے دُور ہو جاتا ہے۔
حضرت سلطان باھُوؒ عین الفقر ص 181

Nafs aur shaitan dost hain