Logoon per aehsan kero..

Hazur pak p.b.u.h nay farmaya tum dosroon ki daikha daikhi kam karnay walay na bano kay ye kehnay lago kay agar log aehsan kerain gay to ham bhi karain  aur agar dosray zulm ka rawiya ikhtiar kerain gay to ham bhi waisa hi karain gay. balkay apnay diloon ko is per  paka kero kay agar aur log aehsan kerain tb bhi tum aehsan  kero aur agar log bura salook karain tab bhi tum zulm aur burai ka rawaiya ikhtiar na karo (balkay aehsan hi  karo)

Logoon per aehsan kero