
talib bhi aisay honay chaiye jo har waqt ALLAH ki yad main gum rhain aur har wqt ALLAH ka zikar kerain. wo ziker jo bagair awaz nikalay sansoon kay sath ho. ALLAH ki bargah main manzoor ki jata hai “mera wajood toheed e haq tala main ghark ho kar ain tohed ho gya jis ki waja say mujhay tohed e mutlik kay siwa kuch nazar nahi ata”
