Dast Mubarik ki Thandak

Aik bar hazur pak p.b.u.h nay namaz ada farmai us kay bad log kharay huyay aur ap p.b.u.h ka dast e akdas pakar ker apnay chehroon per malnay lgay, maine nay bhi apka dast e anwar apnay chehray per phaira to wo baraf say ziada thanda aur kastoori say ziada khushboo dar tha.

dast e aqdas