Muhammad Hammad kazmi
2014/08/30
Hirs ka nuqsan ye hai kay Hirs say kuch rozi nahi barhti magar aadmi ki keemat ghat jati hai (hazrat Ali R.a). bhut say log apnay samnay live example hain is cheez ki kay unkay pas bhut ziada maal bhi hota hai per phir bhi uskay bawajood un main lalach is had ka hota hai kay khuda ki panah. jaisay …
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/08/26
Khudpasandi aur kam aqal hona. Hazrat Ali R.a farmatay hain kay kisi shaks ka apnay aap per itrana is bat ki daleel hai kay uski aqal kam hai. jahil kay pehchan hi yahi hai kay wo itrata bhut hai. apnay chotay say kaam ki dad wasool karna chahta hai. Agar har insan khud ko thek karnay ki koshish karay to …
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/07/29
Aakhirat ka daman tham lo. Hazrat Ali R.a ka farman hai kay aakhirat ka daman tham lo dunia khuwar ho ker tumharay kadam choomay gi. is quote main kaha gya hai insan ko aakhirat ki zindagi keliye koshish karni chayie. dunia ki zindagi aarzi hai aur is nay aik din khatam ho jana rehna hai to bus aakhri zindagi nay …
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/07/15
Dil ka Roza pait kay rozay say behtar hai (hazrat ALI R.A). Hazrat Ali r.a ka ye qaul bhut gehri bat rkhta hai. aajkal log roza to rakh laitay hain par ye dhayan nahi rkhtay kay roza sirf pait ka nahi hota. balkay roza jism kay sab aaza ya hisoon ka hota hai. agar aik insan sirf apnay pait ko …
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/04/10
Sorrow makes a man old before his time (imam ALI r.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/03/18
ALLAH has placed Ease and comfort in paradise, but people look for it in this world and do not find it. (Hazrat Ali R.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/02/11
Tumhari dunia meray nazdeek us patay say bhi ziada past hai jisay tidi mu main rakhay chabati hai. ALI r.a ko faani nayimat say kia sarookar
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/02/10
jo chugal khor ki bat per aitmaad kerta hai wo dost ko apnay hath say kho daita hai (hazrat ali r.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/02/07
jis nay tujhay teray aib btayay agar tujhay aqal ho to beshak us nay tujh per aehsan ki inteha ker di (hazrat ali r.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/01/31
jo shaks dunia main kam hisa laita hai wo apnay liye rahat ka saman barha laita hai aur jo dunia ko ziada samaitata hai wo apnay liye tabah kun chezoon main izafa ker laita hai (Hazrat Ali R.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/01/30
jahan maal zaroorat say ziada hai wahan zaroor koi haqdar apnay haq say mehroom hai (hazrat ali r.a)
Read More »
Muhammad Hammad kazmi
2014/01/26
Aakhirat tumharay rehnay ka ghar hai us keliye wo samaan tyar kero jo hamesha keliye tumharay kaam ayay
Read More »