Bhut Ziada rona aur namaz

hazrat abdullah r.a say marwi hai kay main nay rasool ALLAH p.b.u.h ko namaz parhtay daikha. aap p.b.u.h kay seenay say garhia o zari ki aisi awazain aa rahi theen jaisay josh khati hui handia say awazain ati hain.

Bhut Ziada rona aur namaz