
Rasool ALLAH p.b.u.h nay farmaya kay jab ALLAH tala kisi banday say bhalai ka irada farmata hai to us say amal karata hai. arz kia gya ALLAH kay rasool p.b.u.h kaisay amal karata hai ? aap p.b.u.h nay farmaya maut say pehlay usay amal e saaleh ki taufeeq daita hai. (tirmazi shareef)
