Aalim aur jahil

hazrat jabir R.a say rawaiyat hai kay hazur pak p.b.u.h nay farmaya aalim ko zaib nahi daita kay batanay kay mokay per khamosh rhay aur na jahil ko zaib daita hai kay apni be ilmi ko chupanay keliye chup rhay. ALLAH tala farmata hai kay jis bat ka tumhain ilm na ho usay jananay walay say dariyaft kero

Aalim aur jahil