Har haal main dua mango

banda e  momin ki koi dua aisi na ho gi jis kay baray main khuda ye bayan na farma day kay ye maine dunia main kabool ki. aur ye tumhari aakhirat keliye zakhira ker rakhi. us waqt banda e momin ye sochay ga kash meri koi bhi dua kabool na hui hoti.is liye banda e momin ko har haal main dua kertay rehta chayie.

Har haal main dua mango